Sunday, July 26, 2009

sandehaspad pyar

Dear maina, kya tumhe yaad hai kuch dino pehle tum meri dukan par aayeen thi aur kaha(shararat bhari muskurahat ke saath) "kaise ho" , main us din shayad kuch tensed tha isliye tumhe avoid kane ke liye keh diya "accha hoon". Tumne phir bade hi chuteeley andaz me jaise mujhe chidhate hue kaha "hum kal ja rahe hain" to maine bhi badi berukhi se keh diya "accha hai, chalo Allah tumhe jahan bhi rakhe khush rakhe" to tumne chaunkte hue kaha " O hello main kahin nahi ja rahi hoon bas ek hafte ke liye outofstation ja rahi hoon" "Poochoge nahi kahan ja rahi hoon" to maine jaise jhidakte hue keh diya "main hota kaun hoon tumse ye poochne wala" to tumne badi hi mohabbat se cutely jawab diya "hum to aapko apna bahut accha dost samajhte hain" to maine bade he rudely jawab diya " main kisi se dosti nahi karta" to tumne kaha "to dushmani hi kar lo" tab maine kaha "dosti use karna chahiye jise nibhana aata ho" to tumne badi bechargi ke saath jawab diya " to kya hua hum sikha denge" is par na maloom kyon bade hi strange tarike se jawab de gaya " mujhe nahi karni dosti, main akela hi achcha" meri in baaton ne tumhe kitna hurt kiya pata nahi bas tumne itna hi kaha "kitna kadwa bolte ho" aur muskurate hue "good night" kehkar vida le li. Tumhare jaane ke baad na maloom mujhe kyon aisa laga jaise maine apna sabse achcha humdard kho diya. Mera haqeeqat me roone ko dil kar raha tha. aur ab shayad mujhe ye ummeed bhi nahi thi ki tum kabhi meri dukan aayogi aur phir tumse mulaqat hogi. Lekin khuda ko shayad ye manzoor nahi tha isliye tumne dukan aana nahi choda. Main apne jazbaaton ko shayad tumhe kabhi na bata paoon lekin us ghatna ne mujhe itna upset kiya ki mujhe apne aap se chidh hone lagi. Main sirf itna kehna chahoonga "uska dil todne ka mujhe afsoos bahut hai/ woh ab bhi milta hai magar khamoosh bahut hai"

Thursday, July 2, 2009

common man thinking about marriage

common indian man thinking about marriage is simply shocking. he want to solve his food and sex wishes in free of cost. because as against the community he goes he will called characterless, because our community is not so advanced as american or europeon community. there marriage is not a bonding it is just a partnership, both people are equally responsible. but in india community dominated by mens. woman is everytime responsible for secrifice. we just understand marriage like that "a relation which gives delicious food and free of cost sexual satisfaction"

Wednesday, July 1, 2009

TODAY MY CITY IS SO WET WITH SHOWERS. WEATHER IS SO ROMANTIC. LAST NIGHT I WROTE SOMETHING AND WANT TO SHARE [UNDERSTAND IN HINDI] MY FRIEND NAINA IS SO CUTE, HER SOFTSPOKENNESS INSPIRED ME IN EVERY CONVERSATION. BUT TRAGEDY IS THAT SHE IS CHARACTERLESS AS EVERYONE SAID. THIS WAS MOST SHOCKING WHEN FIRST TIME I LISTEN THIS TRUTH. SHE OFFERRED ME FRIENDSHIP WITH CUTENESS BUT I REJECT IT. I DON'T KNOW I WAS RIGHT OR WRONG BUT THIS ACTION HURTING ME VERY MUCH THAN NAINA. WHEN I SAID RUDELY TO HER SHE JUST SMILING AND POLITELY SAID "GOOD KNIGHT" THIS HURTFUL SITUATION INSPIRE ME AND I WROTE THIS COUPLET- "JAB SE KAHA HAI DOST TUMNE, TUMHARI BERUKHI BHI HASEEN LAGTI HAI, KHUSH RAHO YA RAHO TUM KHAFA KHAFA, HAR ADA BEHTAREEN LAGTI HAI"